Beijing: China mein jadeed trz-e-taamer ka duniya ka pehla 100 minute mein 100
degree par ghoomnay wala pul tayyar kar
liya gaya hai jo ke rawan saal October min
khol diya jaye ga.
Ghair
mulki media ke mutabiq maahir engineers nay saloon ki mehnat ke baad aisa pul taamer
kar liya hai jis nay nah sirf record qaim kar diya hai balkay 100 minute mein
100 degree ghoomnay wala duniya ka pehla pul bhi ban gaya hai.
China ke Sheharvhan mein 3 hazaar 350 tan wazni yeh pul taamer karne ka maqsad is track par mojood railway track ko nuqsaan se bachana tha. Mukammal steel ke gliders mein banaya gaya 12 hazaar tan wazni yeh anokha pul 119 meter lamba hai jisay rawan saal October may traffic ke liye khol dia jaye ga. Sirf yahi nahi balkay ghair mutawazan aur musalsal ghoomnay ka record bhi apne naam kar chuka hai.

No comments:
Post a Comment